четверг, 27 октября 2011 г.

Песня! Sau Baar из Yamla Pagla Deewana





 Teri yeh aankhein mujhe bawra karein
 Aankhon mein meri kai rang hai bhare
 Sau baar yeh kahe dil
 Ke aaja tujhe pyaar karein
 Sau baar yeh kahe dil
 Ke aaja tujhe pyaar karein
 Oh meri humdum dil ki zara sun
 Baahon mein aa bikhre
 Sau baar yeh kahe dil
 Ke aaja tujhe pyaar karein
 Sau baar yeh kahe dil
 Ke aaja tujhe pyaar karein

 Aankhon mein dekha jo tune
 Toh bata kya dekha
 Haan maine hai naam tumhara surme se likha
 Yeh surme ki dhaari, kare hai hoshiyari
 Kya padhe kya na padhe
 Sau baar yeh kahe dil
 Ke aaja tujhe pyaar karein

 Sau baar yeh kahe dil
 Ke aaja tujhe pyaar karein

 Tu toh sukoon hai mera
 Main piya shor hoon
 Haan pehle thi aur koi main
 Ab koi aur hoon
 Na tuhi badli hai, na main hi badla hoon
 Badli hai bas nazrein
 Sau baar yeh kahe dil
 Ke aaja tujhe pyaar karein
 Oh mer humdum dil ki zara sun
 Baahon mein aa bikhre
 Sau baar yeh kahe dil
 Ke aaja tujhe pyaar karein
 Sau baar, ke aaja, ke aaja tujhe pyaar karein
 Ke aaja tujhe pyaar karein
 Ke aaja tujhe pyaar karein

Комментариев нет:

Отправить комментарий