четверг, 27 октября 2011 г.

Песня! Chamki Jawani из Yamla Pagla Deewana





 Kholi jo bottle tune yaara, oye dil pe bijli kaundi
 Arrey kaundi re bhaiya kaundi aur aisi kaundi ke kaundi kaundi
 Duniya humre peechay hai aur hum, tujh pe holi holi
 Arrey holi ho gaye bhaiya, hum tum pe holi ho gaye, tumhe upar holi ho gaye holi

 Amma, teri bhains ko le jaayenge Patna
 Aur issi bhains ke saath hogi ghatna, amma

 Ek, do, teen, chaar ..

 Meri chamki mast jawaani ka hai charcha sabhi dukaano mein
 Dekhe kayi chichorey tujhse maine inhi thikaano mein
 O teri chamki jawaani ka hai charcha, gali gali dukaano mein
 Utha ke le jaayenge tujhe hum kaan ke pistol kaano pe
 Tu kya le jaayega mujhe, tu toh sade gajaa ke thaano mein
 Humri dhun pe naach le chamki sarath thaki deewaano mein

 Hum chor hain pakke zubaano ke
 Matt chodh yeh teer kamaano se
 Hum chor hain pakke zubaano ke
 Matt chodh yeh teer kamaano se

 Maahi dilon ke haath ki mahima jaane duniya saari
 Chuppi chuppi aati hai ya doon main kharcha paani
 Mau ku samajh na aaye lallu teri tedhi baatein
 Chedhe aur sataayein tere mandal fake ishaare
 Tharr re si kar baat tu chammiya, na kar baat malaa ji
 Humri dhun pe naach le chamki sarath thaki deewaano mein
 Tu kya le jaayega mujhe, tu toh sade gajaa ke thaano mein

 Hum chor hain pakke zubaano ke
 Matt chodh yeh teer kamaano se
 Hum chor hain pakke zubaano ke
 Matt chodh yeh teer kamaano se

 Chalkaaye chaand aayi yeh aap ki aankhon ke naam
 Honton ke naam, honton ke naam

 Chor nazar ka padha jo daaka, dil ki chori ho gayi
 Pehle thi main shakkar si, ab namak ki bori ho gayi

 Tu toh lagey paan ke jaisi humre mann ko lubhaati
 Aankhein teri katthe jaisi, baatein choona lagaati
 Free fund mein miley na baabu, chakhle paan banaarsi

 Tu kya le jaayega mujhe, tu toh sade gajaa ke thaano mein
 Humri dhun pe naach le chamki sarath thaki deewaano mein

 Hum chor hain pakke zubaano ke
 Matt chodh yeh teer kamaano se
 Hum chor hain pakke zubaano ke
 Matt chodh yeh teer kamaano se

 Hum jaise na hai na zamaane mein
 Jaa ke muh dho ke aa pehle nahaane mein
 Bata de itna tu kaahe kaahe akadti hai
 Main hoon sardi si jo ho jakadti hai
 Teri baatein garam masala hai
 Jis ko tadke mein daala hai
 Tu dil bas tu chupke se nahi ab tu pitne waala hai

 Accha baaba maan gaye hum, tujhsa naa hai zamaane mein
 Humri dhun pe naach le chamki, dhoom machi deewaano mein
 Tuhi le jaaye ga mujhe, main bhi chalungi sang tere thaano mein

 Hum chor hain pakke zubaano ke
 Matt chodh yeh teer kamaano se
 Hum chor hain pakke zubaano ke
 Matt chodh yeh teer kamaano se
 Hum chor hain pakke zubaano ke
 Matt chodh yeh teer kamaano se
 Hum chor hain pakke zubaano ke
 Matt chodh yeh teer kamaano se

 Meri chamki mast jawaani ka hai charcha sabhi dukaano mein

Список песен из Yamla Pagla Deewana

Комментариев нет:

Отправить комментарий